Posts

Islamic Question Answer in Hindi

Image
   بِسْمِ ٱللَّٰهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ   As salam alaikum dosto...   Jaisa ki aap sab dekh rahe hain ab har saal hi alag alag idare aur yahan tak ki bahot se youtube channels tak ramzan ke ba'barkat mahine me quiz rakhte hain. Aur us quiz me Quran aur Ahl e Bait se related bahot se sawal jawab puchhte hain. Jin me se kuchh ke jawab to sabko hi pata hote aur kuchh hamare liye ekdm naye hote hain aur samajh nahi aata ke aakhir in sawalo ka jawab kya hoga?  Aur agar quiz ya competition hai to usme kisi se puchhna bhi sahi nahi lagta kyuki bhale hi koi nahi dekh rha lekin kahin aur se dekh aur puchh ke jawab dena aur jeetna pata nahi kyu sahi nahi lagta. To bas isi baat ko zehen me rakhte hue maine socha kyu na jo sawalaat humse quiz me kiye gaye hain aur jinke jawabaat mil chuke hain kyu na unhe aap sabke sath bhi share kiya jaye taki aainda aane wale waqt me ho sakta hai agar kisi ko in sawalaat me se kisi ka jawaab dhundna ho to google pe asani se mil jaye......

सूरह कौसर पढ़ने की क्या फजीलत है? || Surah Kausar Ki Fazilat

Image
            बिस्मिल्लाह हिररहमाननिररहीम  सूरह कौसर हिन्दी मे  इन्ना तैना कल कौसर  फ़सल्ले ले रब्बेका वनहर  इन्ना शानेका होवल अबतर  Surah Dahr Benefits In Hindi सूरह कौसर का तर्जुमा  बेशक हमने  आपको कौसर अता किया  बस अपने रब के लिए नमाज़ अदा करो और कुर्बानी करो  बेशक आपका दुश्मन हि बेनाम ओ निशान रहेगा ।  सूरह कौसर  की फजीलत  सूरह कौसर   कुरान मजीद की 108 नंबर की सूरह है। इसमे कुल 3 आयतें हैं और ये कुरान मजीद की सबसे छोटी सूरह है।   ये मक्की सूरह है और इसके बेशुमार फायदे हैं। सूरह कौसर पढ़ने से बरकते नाज़िल होती हैं।  नेक और सालेह  औलाद नसीब होती है।  सूरह कौसर   की तिलवात करने से हर परेशानी और रंज इंसान से दूर रहते हैं । माल मे खैर ओ बरकत होती है । दुश्मनों से हिफाजत करती है।    इसकी तिलवात   करने वालों की तमाम जाएज तमन्नाए और दुआ कुबूल होती हैं।  सूरह कौसर की तिलवात करने वाला अल्लाह की हिफ़्ज़ ओ अमान मे रहता है।  वैसे तो इस सूरह के ब...

Surah Nisa verse 34 explanation in Urdu

Image
  بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ                       سورة النساء                              34    آية اَلرِّجَالُ قَوَّامُوْنَ عَلَى النِّسَآءِ بِمَا فَضَّلَ اللّٰهُ بَعْضَهُمْ عَلٰى بَعْضٍ وَّبِمَاۤ اَنْفَقُوْا مِنْ اَمْوَالِهِمْ‌ ؕ فَالصّٰلِحٰتُ قٰنِتٰتٌ حٰفِظٰتٌ لِّلْغَيْبِ بِمَا حَفِظَ اللّٰهُ‌ ؕ وَالّٰتِىْ تَخَافُوْنَ نُشُوْزَهُنَّ فَعِظُوْهُنَّ وَاهْجُرُوْهُنَّ فِى الْمَضَاجِعِ وَاضْرِبُوْهُنَّ‌ ۚ فَاِنْ اَطَعْنَكُمْ فَلَا تَبْغُوْا عَلَيْهِنَّ سَبِيْلًا‌ ؕاِنَّ اللّٰهَ كَانَ عَلِيًّا كَبِيْرًا‏                          ترجمہ     مرد عورتوں کے حاکم اور نگراں ہیں ان فضیلتوں کی بنا پر جو خد انے بعض کو بعض پر دی ہیں اور اس بنا پر کہ انہوں نے عورتوں پر اپنا مال خرچ کیا ہے- پس نیک عورتیں وہی ہیں جو شوہروں کی ا...

Surah Dahr benefits in Hindi

Image
Surah Dahr ki Fazilat in Hindi Surah Dahr Quran Al Majeed ki 76 number ki Surah hai. Is Surah ko Surah Al Insan aur Surah Hal Ata ke naam se bhi pehchana jata hai. Surah Dahr Madani Surah hai aur isme qul 31 Ayat hain. IS Surah ko padhne ke be'shumar fayde hain jin me se kuchh niche bayan kiye gaye hain... Janab e Rasool e Khuda sw se manqool hai ki,   jo shakhs is surah ka pani dum kar ke piyega to wo apne marz se shifa payega Aur jo shakhs bhi is Surah ki tilawat karega use jaza ke taur pe jannat hasil hogi Aur jo koi is Surah dahr ki ba’kasrat tilawat karega to uska zaeef nafs qawi hoga. Surah Quraish ki Fazilat Hazrat Imam Jafar e Sadiq as se marwi hai ki , Surah dahr ki tilawat nafs ko qawi karta hai. Agar padhne se aajiz ho to likhwa le aur dho kar us pani ko piye Aur jo shakhs Surah Dahr ko ladayi me padhe to uska dushman zerr hoga Hazrat Imam Ali Naqi As ne farmaya ki, Jo shakhs roz e do’shamba (Monday) ke shar se mehfooz rehna chahe wo subah ki namaz ki...

Surah e Muzammil

Image
Surah Al Muzammil ( The Wrapped ) There are 20 ayaat in this Surah and it was revealed in Makkah. Some scholars say that it was revealed in Madinah. It is narrated from the Holy Prophet (S) that a person who recites this Surah will never face bad times. The person who recites it in the Isha or Tahajjud prayers always remains pure of heart and even dies while he is in a pure state. Imam Ja’far as-Sadiq (a.s.) said that a person who recites this Surah properly will get a chance to meet the Holy Prophet (S) and if he prays for something from Allah (S.w.T.) he will get it. Reciting Surah al-Muzammil a hundred times on Thursday night leads to the forgiving of a hundred major sins and procures a hundred rewards. Recitation of this Surah protects one from insanity and from being a slave to people. Surah Muzammil Lyrics 1) Ya aiyuhal muzzammil 2) Qumil laila illaa qaleelaa 3) Nisfahooo awinqus minhu qaleelaa 4) Aw zid 'alaihi wa rattilil Qur'aana tarteela 5) Innaa sanulqee 'alika q...

Namrood ki Beti

Image
  بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ Mu'arrikhin ka bayan hai ki 'aatish e namrood' ke gulzaar banne ke waqiya aur us waqy ke aur bahot e waqiyaat dekh kar Hazrat Loot as aur Bibi Sara ne Iaan zaahir kiya aur Ra'aza inte Namrood imaan layi. Hazrat Loot as Hazrat Ibrahim as ke chacha'zaad bhai aur Bibi Sara unki Chacha'zaad behen thi. Ra'aza binte Namrood ke Imaan lane ke mut'allik Alama Abdul Wahid bin Mohammad al Mufti ba'hawala e Meraaj al Nabuwat likhte hain ki, Ra'aza binte Namrood bahot hi hoshiyar ladki thi. Usne jab Hazrat Ibrahim as ke aag me daale jane ko dekha to bade israar se apne walif ko is baat par raazi kiya ki use us minaare par jane ki ijazat di jaye jis par sab log baith kar Hazrat Ibrahim as ko dekh rahe hain. Namrood ne ijazat de di aur wo us minare par ja pahochi aur wahan pahoch kar usne haalat dekhe. Use ye dekh kar bada ta'ajjub hua ki aag gulzaar ban gayi aur Baloor ka takht unke liye laya gaya hai. Usne be'saa...

Namrood kaun tha

Image
Namrood Kaun Tha? Namrood Babil (Babylon) ka badshah tha. Wo duniya ka azeem tareen badshah tha. Usne Khuda'ii ka daawa kiya aur sari duniya par ye sabit karne ki koshish ki wahi KHuda hai aur uske siwa dusra koi 'Mabood ' nahi hai Mu'arrikhin (historians) ke mutabiq aaj tak duniya par sirf 4 logo ne hi hukumat ki hai jin me se 2 Musalman aur 2 Kafir the. Musalman me , 1. Hazrat Zulqarnain as 2. Hazrat Sulaiman as Kafir me, 1. Namrood 2. Bakht Nasar Namrood ki Shahi aur uski Shaan o Shaukat Namrood roo e zameen par hukumat kar raha tha aur bawajood iske ke wo kafir tha aur apne baap aur dada ki tarah 'but parasti' karta tha lekin apni ri'aaya ke sath insaaf karta tha aur unki khush'haali ke liye apni taraf se koshish karta rehta tha.  Shaitan jo shuru se hi insano ka dushman hai usne namrood ke dil o dimag me fitna dalna shuru kiya aur use behkane laga ki jiski itni azeem saltanat ho use is baat ka haq hai ke log uska sajda kare aur uske aage apni peshan...